Ghazab ka hai din socho zara
Ye deewana pan dekho zara
Tum ho akele hum bhi akele
Maza aa raha hai kasam se
Dekh lo humko kareeb se
Aaj hum mile hai naseeb se
Ye pal phir kahan
Aur ye manzil phir kahan
Ghazab ka hai din ……
Kya kahoon mera jo haal hai ,
Raat din tumhara hi khyaal hai
Phir bhi jaan-e-jaan
Main kahan aur tum kahan
Ghazab ka hai din …..
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
.jpg)
No comments:
Post a Comment